Saari ka pallu
Teri saari ka pallu hai deewana tere liye
Ye kalaayi ka kangan gaata hai gaana tere liye
Kyu itna tu sajj dhajj k tyaar hoti hai
Bada mushkil hua dil ko manana tere liye
Jab bhi tu sajj sanwar ke kahi jaati hai
Yeh hawa bhi teri khusboo se mehak jaati hai
Jab bhi tu kaale aasman talle muskaati hai
Us chaand ko mila sharmane ka bahana tere liye
Teri gaalon ka rang jaise ho doobte suraj ki laali
Teri in aankho se hi bhar jaaye sharbbat ki pyaali
Badi khwahishein paal baithe hai yeh chaand taare
Har taara chahta hai teri chunri sajana tere liye
Jab bhi tu moonh fulla kar tasveer leti hai
Har full ki kalli muskura khil uthati hai
Pata jab se laga hai tujhe pasand hai shayari
Acha lagta hai is chore ko shayari banana tere liye......๐๐๐...๐ข

No comments:
Post a Comment